BISMILLAH
❗
❗
Allaamah ibne Qayyim رحمہ اللہ Zaadul Ma'aad mein bayaan karte hain ki Azaan ki (5) Sunnaten hain.
1. Jo kalimat muazzin kahta hai sunne waala bhi wahi kalimaat kahe : Maasiwa
Hayya 'alas-Salaah
حَيَّ عَلَى الصَّلاَةِ
Aao Namaz ki taraf
Aur
وَحَيَّ عَلَى الْفَلَاحِ.
وَحَيَّ عَلَى الْفَلَاحِ.
Hayya 'alal Falaah
Aao kamyaabi ki tarf ke jawab men Aa👇🏼 kalimat kahe
- لَا حَوْلَ وَلَا قُوَّةَ إِلَّا بِاللّه
ِ
Laa hawla wa laa quwwata 'illaa billaah.
ِ
Laa hawla wa laa quwwata 'illaa billaah.
✨Allah ki taufeeq wa madad ke baghair kisi gunah se bachne ki taqat aur koyi neki Karne ki Quwwat nahin) kahe
✨FAAIDAH
Iss sunnat ke ada karna ka faaidah yeh hai ki Aap ke liye Jannat wajib kardi jaati hai.
Iss sunnat ke ada karna ka faaidah yeh hai ki Aap ke liye Jannat wajib kardi jaati hai.
2. AZAAN SUNNAE WALA KAHE.
أَشْـهَدُ أَنْ لَا إِلـهَ إِلاَّ اللّهُ وَحْـدَهُ لَا شَـرِيكَ لَـهُ وَأَنَّ محَمَّـداً عَبْـدُهُ وَرَسُـولُهُ، رَضِيـتُ بِاللّهِ رَبَّاً، وَبِمُحَمَّـدٍ رَسُـولاً، وَبِالإِسْلَامِ دِينـا
ً
'Ash-hadu 'al laa 'ilaaha 'illallaahu wahdahu laa shareeka lahu wa 'anna Muhammadan 'abduhu wa Rasooluhu, radheetu billaahi Rabban, wa bi-Muhammadin Rasoolan wa bil'islaami deenan.
'Ash-hadu 'al laa 'ilaaha 'illallaahu wahdahu laa shareeka lahu wa 'anna Muhammadan 'abduhu wa Rasooluhu, radheetu billaahi Rabban, wa bi-Muhammadin Rasoolan wa bil'islaami deenan.
✨TARJUMAH:-
Main gawahi deta hoon ke Allah ke elaawah koi sachcha mabood nahin woh Ekela hai uska koyi shareek nahin aur bil yaqeen Muhammad ﷺ uske bande aur uske Rasool hain) main Allah ke Rab hone, Muhammad ﷺ ke Rasool hone Aur Islam ke deen hone par raazi huwa.

Muslim : 386
Abu Dawood : 525
Abu Dawood : 525
✨FAAIDAH:-
iss sunnat ke ada karna ka faaidah yeh hai ke us ke gunaah ma'af kardiye jaata hai.
iss sunnat ke ada karna ka faaidah yeh hai ke us ke gunaah ma'af kardiye jaata hai.
3. DAROOD SHAAREF PADHNA :
Aazaan ka jawab dene ka baad darood shareef padna. Behtar yeh hai ki Darood-e-ibraahim padha jaaye us se Afzal aur mukammal Darood Shareef koi nahin.
🔹Allah ke NabiSallAllahu Alaihi wasallam ka farmaan hai:-
Jab tum muazzin ki Aazaan suno to waise hi tum bhi kaho jaise woh kahta hai .
Phir mujh par Darood bhejo ! Jo shakhs mujh par darood bheje ga Allah us par dus (10) martabah Rahmaten naazil farmayega.
✨FAAIDAH:-
iss sunnat ko poora karne ka faaidah yeh hai ki Allah is "salaat" Darood ka matlab yeh hai Allah us bande ki ta'reef fariston men karta hai .
iss sunnat ko poora karne ka faaidah yeh hai ki Allah is "salaat" Darood ka matlab yeh hai Allah us bande ki ta'reef fariston men karta hai .
DAROOD-E-IBRAAHIMI yeh haiSallAllahu Alaihi wasallam👇 .
اللَّهُـمّ صَــــــلٌ علَےَ مُحمَّــــــــدْ و علَےَ آل مُحمَّــــــــدْ كما صَــــــلٌيت علَےَ إِبْرَاهِيمَ و علَےَ آل إِبْرَاهِيمَ إِنَّك حَمِيدٌ مَجِيدٌ
اللهم بارك علَےَ مُحمَّــــــــدْ و علَےَ آل مُحمَّــــــــدْ كما باركت علَےَ إِبْرَاهِيمَ و علَےَ آل إِبْرَاهِيمَ إِنَّك حَمِيدٌ مَجِيدٌ▬▬▬
Allahumma Salli Ala Muhammad Wa Ala Aali Muhammad Kamaa Sallaita Ala Ibrahima Wa Ala Aali Ibrahima Innaka Hamidum Majid.
Allahumma Baarik Ala Muhammad Wa Ala Aali Muhammad Kamaa Baarakta Ala Ibrahima Wa Ala Aali Ibrahima Innaka Hamidum Majid.
✨TARJUMAH:-
Aye Allah ! Muhammad SallAllahu Alaihi wasallam aur MuhammadSallAllahu Alaihi wasallam ki Aal par Rahmatein naazil farma Jis tarah Tune ibraheem علیہ السلام aur ibraheem علیہ السلام ki aal par Rahmaten nazil keen, Yageenan tu buzrugi waala Qabil-e-ta'reef hai.

Aye Allah ! MuhammadSallAllahu Alaihi wasallam aur Muhammad SallAllahu Alaihi wasallam ki aal par barkaten nazil farma jis Tarh tune ibraheem علیہ السلام aur ibraheem علیہ السلام ki aal par barkatein nazil keen, Yaqeenan tu buzruzi wala qabile ta'reef hai.
Sahih Bukhari : 3370
4. NABI KAREEM PAR DAROOD BHEJNE KE BAAD YEH DU'A PADHE :
- اللَّهُـمَّ رَبَّ هَذِهِ الدَّعْـوَةِ التَّـامَّةِ، وَالصَّلَاةِ القَـائِمَة، آتِ مُحَـمَّداً الوَسِيـلَةَ وَالْفَضِـيلَةَ، وَابْعَـثْهُ مَقَـامـاً مَحْـمُوداً الَّذِي وَعَـدْتَهُ، [إِنَّـكَ لَا تُـخْلِفُ المِيـعَاد]
ِ
Allaahumma Rabba haathihid-da 'watit-taammati wassalaatil-qaa'imati, 'aati Muhammadanil-waseelata walfadheelata, wab 'ath-hu maqaamam-mahmoodanil-lathee wa'adtahu, ['innaka laa tukhliful-mee'aad]

Aye Allah ! Iss kamil dawat aur qayem namaaz ke Rab ! Muhammad SallAllahu Alaihi wasallam ko waseela aur fazeelat ata farma, aur unhein Maqaam-e-mahmood par pahuncha Jis ka tune wada kiya hai (Yageenan tu wada khilafi nahin karta).

✨FAAIDAH :-
Jis ne yeh kalimaat kahe uske haq men Nabi Akram SallAllahu Alaihi wasallam ki shifaa'at laazim hogayi.
Jis ne yeh kalimaat kahe uske haq men Nabi Akram SallAllahu Alaihi wasallam ki shifaa'at laazim hogayi.
Sahih Bukhari : 614
Bracket ke alfaz
Sunan nul kubra lil bah qi ke hain aur uski sanad Sahih hai.
Sunan nul kubra lil bah qi ke hain aur uski sanad Sahih hai.
5. Azaan aur Iqamat ke darmiyan apne liye Allah se Du'a kare. Kyun ke us waqt Du'a rad nahin ki jati
Sahih Sunan Abi Dawood : 521
Sunan Tirmezi : 212
Musnad Ahmed : 3/120, 3/225 H : 75331
Sahee ibne khuzaima : 427
Sunan Tirmezi : 212
Musnad Ahmed : 3/120, 3/225 H : 75331
Sahee ibne khuzaima : 427
Majmoo'yi taur par jab un sunnaton ko milaya jaye to Azaan sunne ke baad (25) sunnaten banti hai.
No comments:
Post a Comment