BISMILLAH
Allah ta’ala ne mubarak baad dene ke tareeqe bataaye hain.
Hamen waisa e karna chahiye…
Jaise Eidain Ki mUbarak baad ke liye dua sikhaayi
“Taqabballahi Wa minna Wa minkum”
(AL-MUGHNEE 2/259)
Lekin Jumah Ke liye Aisa kuch ni faramaya lihaza ye BIDDAT hai..
⏩Jumah Mubarak Sahaba Kiram se hi SAABIT NI HAI ..
📖QURAN ,SURAH FURQAN (ayat no 27) me Allah swt kahte hai “Aur us din zalim shaksh apne hath chaba chaba kar kahega ke haye kash ke maine Rasul (SallAllahu Alaihi wasallam ) ki raah ikhteyar ki hoti”
Ayesha r.a. riwayat karti hai ki Mohammad SallAllahu Alaihi wasallam ne farmaya ki Jisne hamare is deen me kuch aisi baat shamil ki jisme hamara amal nai hai to wo mardud hai.
Sahih al bukhari, had-2697
Sahih Muslim, had-1718.
Hazrat Abdullah Ibn UMar(RA) farMate hain: TAMAAM Biddatein GUMRAAHI hain, agarche “Ba-Zaahir woh, logon ko ACHCHI lagein”.
SUNAN KUBRA BAIHAQI (HADITH138).
⏩JUMMA MUBARAK kehna ALLAH ke Rasul SallAllahu Alaihi wasallam se SABIT NAI HAI..
📝 NOTE
Upar quran aur hadith ki roshni se ye pata chala ke apni taraf se koi kam krne me koi fayeda nahi hai aur jo aisa krta hai wo qayamat k din ruswa hoga ke jo ALLAH ke Rasul SallAllahu Alaihi wasallam hame bata k nai gaye humne wo kam kyun kiya.
No comments:
Post a Comment