BISMILLAH
Hazrat Abu huraira (Razi ALLAH'U anhu ) se marfoan naqal kiya gaya hai ''(nabi sallallahu alaihi wasalam ne farmaya) ilm sikhne se aata hai aur ilm burdhbar banne ki koshish se naseeb hota hai aur jo bhalayi ka qasad karta hai usko bhalayi de di jati hai aur jo burayi se bachta hai usko bacha liya jata hai
*(Khateeb fi tareekh 127/9, Tabrani fi al awsat 2684)*
Ye qudrat ka qanon hai k kisi salahiyat se mehrom shaqs jab kisi salahiyat k husol k darpe hojata hai to ALLAH usey uski salahiyat se nawaz dete hai

No comments:
Post a Comment