BISMILLAH
✳⭐
SUBHAN ALLAH AL ADHEEM
Hazrat Ibne Abbas Radi Allahu anhu Se rivayat hai ke Nabi E Kareem Sallallahu Alai Wasallam ne farmaya ke
“ Jis raat mera safar [ Miraj ] hua, us raat ke baad Subah me mai Makkah me tha aur mai kaafi fikar ke haalath me tha aur muje malum hogaya tha ke log meri baat par bharosa nahi karenge, aur wo akele ghamgheen hokar ek jagah bait gaye.
ALLAH ka dushman Abu Jahl waha se guzarraha tha, wo Nabi Sallallahu Alai Wasallam ne kareeb aakar baitgaya, aur mazak ke taur par poocha ke.
“ Kuch hua ?❓“
Nabi Sallallahu Alai Wasallam ne farmaya
“ Haan “
Fir Abu Jahl ne poocha.. “ Kya hua ?❓”
Nabi Sallallahu Alai Wasallam ne farmaya “ Raat me muje Safar karaya gaya..”
Fir Abu Jahl ne poocha… “ Kaha ?❓ “
Nabi Sallallahu Alai Wasallam ne farmaya.. “ Bait Al Muqdis tak “
Fir Abu Jahl ne kaha…

“ Fir aap raato raat hamare paas wapas bhi aagaye ?❓“
Nabi Sallallahu Alai Wasallam ne farmaya..
“ Haan “
Abu Jahl ne aisa nahi bataya ke wo Nabi Sallallahu Alai Wasallam ki baat nahi maanraha hai, balki wo darraaha tha ke jab logon ko wo bulaayega tho logon ke saamne kahi mai wo baat ko jhutla na du.

Fir Abu Jahl ne kaha ke…” Agar mai aapke Logon ko bulau tho jo kuch b aapne mujse kaha wo aap fir wo logon ke saamne bhi kahenge ?❓ “
Nabi Sallallahu Alai Wasallam ne farmaya
“ Haan “
Tho usne pukaar ke bulana shuru kiya ke…
“ Aye Banu Kaa’b Bin Lu’ayy idhar aao….”
Tho wo aakar wo dono ke saath baitgaye…
Aur fir Abu jahl ne nabi sallallahu Alai Wasallam se kaha ke…
“ Haan “
Tho usne pukaar ke bulana shuru kiya ke…
“ Aye Banu Kaa’b Bin Lu’ayy idhar aao….”
Tho wo aakar wo dono ke saath baitgaye…
Aur fir Abu jahl ne nabi sallallahu Alai Wasallam se kaha ke…
“ Aapke logon ko batao jo muje bataye ho.. “
Nabi Sallallahu Alai Wasallam ne farmaya ke..
Nabi Sallallahu Alai Wasallam ne farmaya ke..
“ Raat o raat muje safar karaya gaya “
Wo logone poocha.. “ Kaha “
Nabi Sallallahu Alai Wasallam ne farmaya.. “ Bait Al Muqdis “
Wo logone poocha ke ““ Fir aap raato raat hamare paas wapas bhi aagaye ?❓ “
Nabi Sallallahu Alai Wasallam ne farmaya.. “ Haan “
Un mese kuch log mazak me taliya [ Clapped ] maarne lage aur kuch log yeh jhoot samajkar, tajjub se apne saron par Haath lagaliya

Unmese kuch ne kaha ke “ Hamko batao ke masjid kaise hai ?❓ “..
Unme kuch log Masjid e Aqsa ka safar karchuke the
Unme kuch log Masjid e Aqsa ka safar karchuke the
Aur Nabi Sallallahu Alai Wasallam ne farmaya ke ..
“ Mai Masjid ki sifaat batana shuru kiya aur mai batata raha yaha tak k mai kuch cheezome muje iltibaaz [ Confuse ] hogaya.
“ Mai Masjid ki sifaat batana shuru kiya aur mai batata raha yaha tak k mai kuch cheezome muje iltibaaz [ Confuse ] hogaya.
Fir Masjid mere aagey Iqal aur Uqail ke ghar ke bhi kareeb laakar rakhi gayi aur mai use dekta raha aur jaha kuch b yaad nahi tha wo sifat bayan karta raha.
Fir logone kaha ke..
“ Jo sifaten inhone bataye hai, wo saare Sahih hai. “
[ MUSNAD AHMAD # 2819 – SAHIH ]
EK TARAF ABU BACKAR RA. KA IMAAN
HADITH
Jabir bin Abdullah Rad. se rivayat hai ke..
" Quraish ke kch log Abu Backer Ra. ke pas aaye aur kahne lage ke..
" Tum apne sathi [RASOOLALLAH sallallahu alliahi wasallam] ki baat mano ge ?❓
Woh dawa karte hai ke Ek hi raat me Bait Al Maqdis gaya aur Makkah wapis laut aaye...
Abu Backer Ra. kaha ke... " Kya Unhone Waki me aisa kaha ?❓"
Logon ne kaha : "haan"
Logon ne kaha : "haan"
Abu Backar Ra..ne farmaya...
" Tab Unhone Such farmaya... "
Ek rivayat me aaya hai ke.. Abu backar Ra. ne yeh jawabat diya diya ki..
" Maitho AAP Sallallahu Alai Wasallam ki tasdeeq isse b door ke mamle me karta hun jab wo aasman se wahi nazil hone ki khabr dete hai.
Rawi kahte hai isliye Abu Backr Ra. ko SIDDIQUE [ Sach baat ko Khubul karne wala ] KAHA GAYA.
[ An Nubuwah Wa Sahiha Al isra wal mearaaj 60 & 61 ]
No comments:
Post a Comment