BISMILLAH IR- RAHMAN IR-RAHIM
Main(zulekha) apne nafs ki pakeezgi bayan nahi karti ,beshak nafs toh burae per ubhaarne wala hi hai,magar ye ke mera parwardigaar hi apna rahem kare,
yaqeenan mera paalne wala badi bakhshish karne wala aur bohat meharbani farmane wala hai.
*( surah yusuf ,ayath 53)[tarjuma ibn kaseer]*
*Tashreeh:-*
1⃣Ise agar Hazrath yusuf alaihi salal ka tasleem kiya jaye toh bataur kasar nafsi ke hai,warna saaf zahir hai ke in ki pakdamani har tarha se sabit hochuki thi,aur agar ye azeez misr ka qaul hai (jaisa ke imam ibn kaseer ka khayal hai),toh ye haqeeqat per mubni hai kyunke apne gunah ka aur yusuf alaihissalam ko behlane aur phuslane ka aiteraaf karliya.
2⃣ye usne apni galti ki ya uski illat bayan ki ke insaan ka nafs hi aisa hai ke burae per ubhaarta hai aur us per amada karta hai.
3⃣yani nafs ki shararaton se wahi bachta hai jis per ALLAH TALA ki rehmat ho,jaisa ke Hazrath yusuf alaihissalam ko ALLAH TALA ne bacha liya.
*[Tafseel ke liye sura yusuf padhen]*

No comments:
Post a Comment