Sunday, April 2, 2017

LAA ILAAHA ILLA-LLAAH

عن عبد الله بن عمر-رضي الله عنهما- قال:قال رسول الله صلى الله عليه وسلم: بُعِثْتُ بَيْنَ يَدَيْ السَّاعَةِ بِالسَّيْفِ حَتَّى يُعْبَدَ اللَّهُ وَحْدَهُ ، لا شَرِيكَ لَهُ ، وَجُعِلَ رِزْقِي تَحْتَ ظِلِّ رُمْحِي ، وَجُعِلَ الذِّلَّةُ وَالصَّغَارُ عَلَى مَنْ خَالَفَ أَمْرِي ، وَمَنْ تَشَبَّهَ بِقَوْمٍ فَهُوَ مِنْهُمْ.

Abdullaah Bin 'Umar (رضي الله عنه) se rivaayat hai, Rasool Allaah (ﷺ) ne farmaaya: "Main Qiyaamat se qabl Talwaar dekar bheja gaya hoon hattaa ke Allaah Wahdah Laa Shareek ki 'Ibaadat hone lage, aur Mera Rizq mere Neyze (Spear) ke neeche rakha gaya hai, aur jo shakhs bhi meri mukhaalifat karta hai us par Zillat wa Ruswaai musallat kardi gayi hai, aur jo bhi kisi Qaum se mushaabihat (ya’ni naqal) ikhtiyaar karta hai woh un mein se hi hai."

Musnad Ahmad: 4869; Saheeh Al-Jaami': 2831.

No comments:

Post a Comment